1.Unke jaane se chiragon mein roshini kaham
Chaand bhuj saa gaya mere gum se
Aab maut humse door kahn
2. aap se milke hum badal se gaye
sher padhne lage gunguna ne lage
pehle mashoor thi apni sar-zindagi
aab tho jab dekhiye muskuraane lage
3. teri yaad mein nahi guzarthe aise
tho koi daur nahin
jinki khwaish par sajde kiye
who aap hain aur koi nahin
4. us raat ko tho meri aise halath thi
vo door the muhjse par dil ke paas the
socha tha taaare ginke kat gayi raat meri
taaare bhi nahin aaye vo unke paas the
5. humne metrik tak haasil ki
hain education phir bhi
naa jaan sake love ki definition
phir dil ke darewazee par like diya
no admission
aap aa gaye phir bhi without permission
6. patti patti gulab ho jathi hain
har kali ek khwaab ho jathi hai
agar daal mein nagar fizaon par
tho shabnam sharaab ho jathi hai
jisme dekha ho lakhon hasinayee
uski niyat kharab ho jathi hain
7. har nazar mein ek kashish ho thi hai
har nazar mein ek chahat hothi hai
yeh mumkin nahin har kisi ki liye
taj mahel banana
lekin har nazar mein ek mumtaz hothi hai
8. ishq ne insaan ko kya se kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko deewana bana diya
do phool ko bhooj naa utha saki mumtaaz
shah jahan ne uspar taj mahel bana diya
9. dava bhi kaam naa aaye
koi dua na lage
mere khuda kisi ko
pyar ki hawa na lage
10.phool khilthe hain baharoon ka sama hota hai
aise mausam mein dil jawan hota hai
dil ki baton ko hoton se nahin kehthe
yeh fasana tho aankhon se bayan hota hai
11. humne mohabbat ko dekha hai kuch iss makam tak
ki aab tho nafarat sii ho gayi hai mohabbat ki naam see
12. Ae chaand tu door rehkar bahoot jalaale hume
bahoot din ho gaye tere deedar ki bhi
ab saans toot na jaye kahin
ek deed tho aa ke de abhi
13.shaam chale naam naam sadak pe
baraf si rangat wali ladki
kisi ka rasta dekh rahi thi
koi ho poochey tho hans kar keh de
yeh duniya kithni shakh karthi hai
kaan ka bala dhoondh rahi thi
14.vo rah vo raste chod diye humne
wooh yaar wo kasme thod diye humne
tere ishq mein-e-sanam
yeh duniya tak chod diya humne
15. khuda kisi ko kisi par fida na kare
fida kare tho bhi qayamat tak juda na kare
16.sehma sehma saa rehtha hoon
dara dara saa rehta hoon
jaane yeh dil kyon bharea sa rehtha hai
ik pal uthun tho dekhta hoon
sab kuch jal chukka hai
bas jara jara sa rehta hoon
17. yaad aathe hain wo din jo humne dabhi guzaare the
kabhi dil chatha hain ke wo din wapas aajaye
lekin hum bahut door chale gaye
kabhi socha nahin tha tum aise ho gaye
wo do pal jo humne guzaare the
kaash kabhi wo wapis aa jaye